Wednesday, December 2, 2009

koi to ho..

koi to ho...

koi to ho mere liye , jiskeliye jina he hame
jiski ek hi isare pe ghayal hona he hame
jiski bahao me sab bhul ke khojana he hame...

koi to miljaye ..jiske ankho me hum khojaye
jish ki muskurahat me mere dil ki jaha khil jaye


jab ajyenge wo mere ghar me ruk jaye sab pal..
jisko dekh ke hum sare ghum bhul jaye
hamesa rahe mere wo mere samne aur umar nikal jaye..................

Wednesday, November 25, 2009

kaise ye bataye..kitna chahate hain tumhe...

kitna chahate hain tumhe..kaise ye botaye
darte hain soch ke , kahi ap na bodal jaye

har dua me mangte he apki khusia,ap hi he mere dil pe chaye
jaha bhi jate hain karte hain apki baatein..
subhe saam rehete ho har pal.. kaise hum apko botaye

apki muskan jaise chote bache ki pyare hato se agaya he
apka chand sa mukhda hamesa mera mann lubhaye

apki wo mithi mithi batein..jaise mere kano me pyar ka raag barsaye

apki har ada itni he pyari..ap ki jitni bhi tarif karu mere mann ko ye na lubhaye

bahat chahate hain apko..par botanahi paye..
ankho ankho ki gupchup baat kash ap samajh jaye....

Monday, September 21, 2009

Tumhare liye...



Pyar itna naa karo ke hum khud main kho jayen..
Dil main koi kasish liye kahin goom ho jayen…

Kisise hamen koi dar nahin…
Pyar main hum kisise kam nahin..

Loot jayen khud to koi gum hota
Loota rahe hain khud ko ye sayad hamen kam he pataa…

Khusian mile sab tumko ye iss dil ki hai tamanna..
Gum se koi dar nahin jitna bhi mile,
Uph naa karenge ye wada hai,
Chahe puche ya na dekhe ye jamanaa

Meri Pyari si Bodi didi...



Meri Pyari si Badi didi...
__________________________

Hamesa Badi badi baat karti he..
me choti hu ..isiliye Mere upor apne rog Jamati he

Maa ke sath Dosti karke mujhe hamesa NASIHAT deti he
Jhagda karti he par Dant mujhe hi podti hi

Badi Didi log baaht Saitan Hoti he
unke sakal me mat jai Kyon ke Wo andar se bahat najuk hoti he.. :)


Hamesa chote keliye hin sochti he..
khud apna icha marke apne choto ki jarurat puri karti he

Najuk si Kalli ki tarha hotia he Bodi didiaaa...
bahar se saqt andar se bahat naram dil ki hoti hain Ye pyari si Gudia....

Kuch baat mere Sajan ka..




pyar se pyare he mere Sajan
jinki ankho me rahete hain Hum Hardum

unki pyari si muskurahat kafi he Ache din ki Suruwat keliye
Chand sa chehera khila rahetahe hamesa mereliye

Itne Pyare hain.haye najar na Logjayi meri...
Hamesa khus raho mere piya..ye dua hamesa karti hu me Teri



Kabhi Apni Jindegi se itna Pyar tha ke ,
Har Din me ek Nayi Ummid ki Gujarish karte the,,
Abhi jindegi se itne khoffa hogaye hain ke,
Har Raat subhe Na ane Ki Farmaisi Karte hain....

Jindegi se kya Sikayat Kare..apni jinge hi
mujhe har mod pe ek Mom ki gudia bona dia he

itne bigol gaye hain aansu ki Garmi pe
aj kal apne ap ko pehechane me bhi Muskikl ho podi he...

Monday, September 14, 2009

Akhri Intejar ..

Jane kitne sal khofa ho kar chali gayi he meri sari ummide

Dekar toffa buddhape ki nayi manjil me kadam rakhneko
Sanse bhi ajkal paresan karti he hurpal mere ruh ko

Kahin dur se jaise koi bula raha he mujhe..
Jishko me dekh Nahi parahi hu...Par awaj gunz rahi me meri kano ko

Dil ka dhodkna jaise dheeme si horahi he
Dekhne ki koshish karrahi hi khode hue sabhi apno ko

Sabke ankho me ansu dekhke machal rara he mann
Mere apne hi to he jinnme me hamesa dekhti hun khudko

Bolna chahati hu par juban me baat nahi aapati..
Mere Bacho ke Ansu ,mere dil me jaise tufan si he le atii

Dil me jaise dard ke badal ghere hain
Aansu beherahi he barish ki tarah mere ankho se

Jane kitne sal bit gaye jindgei ki rail gadi me
Abhi to jana he ush par mere akhri manjil me...